500+ Sad Shayari in Hindi 2 Line – दर्द भरी सैड शायरी

500+ Sad Shayari in Hindi 2 Line – दर्द भरी सैड शायरी

Sad Shayari in Hindi 2 Line दिल टूटने, दर्द, तन्हाई और अधूरी मोहब्बत के एहसास को खूबसूरत शब्दों में बयां करती है।

sad shayari in hindi 2 line​

Emotional Shayari 2 Line Hindi

Best Sad Love Shayari | सैड लव शायरी
sad shayari in hindi 2 line​

यक़ीन मुहकम अमल पैहम मोहब्बत फ़ातेह-ए-आलम
जिहाद-ए-ज़िन्दगानी में हैं यह मर्दों की शमशीरें 🦅

Tauheed ki amanat seeno mein hai hamare
Aasaan nahi mitaana naam-o-nishaan hamara

तौहीद की अमानत सीनों में है हमारे
आसाँ नहीं मिटाना नाम-ओ-निशाँ हमारा 🦅

Sitaaron se aage jahaan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain

सितारों से आगे जहाँ और भी हैं
अभी इश्क़ के इम्तिहान और भी हैं 🦅

Best Sad Love Shayari | सैड लव शायरी
sad shayari in hindi 2 line​

Tu shaahin hai parwaaz hai kaam tera
Tere saamne aasmaan aur bhi hain

तु शाहीन है परवाज़ है काम तेरा
तेरे सामने आसमाँ और भी हैं 🦅

Isi roz-o-shub mein ulajh kar na reh ja
Ke tere zamaan-o-makaan aur bhi hain

इसी रोज़-ओ-शुब में उलझ कर ना रह जा
के तेरे ज़माँ-ओ-मकाँ और भी हैं 🦅

Kitne aish se rahte honge kitne utaarte honge
Jaane kaise log wo honge jo is ko bhaate honge

Sad Love Shayari क्या होती है?
sad shayari in hindi 2 line​

कितने ऐश से रहते होंगे कितने उतारते होंगे
जाने कैसे लोग वो होंगे जो इस को भाते होंगे 🦅

Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai

ख़ुदी को कर बुलंद इतना के हर तक़दीर से पहले
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है 🦅

Ab hum bhi kisi ke peeche nahi jaate
Apni izzat ko mohabbat se kam nahi samajhte 🥀

अब हम भी किसी के पीछे नहीं जाते
अपनी इज़्ज़त को मोहब्बत से कम नहीं समझते। 🥀

Sad Shayari😭 life 2 line
sad shayari in hindi 2 line​

Ab kisi se dil lagane ka mann nahi karta
Mohabbat ka dard ab saha nahi jaata 💔

अब किसी से दिल लगाने का मन नहीं करता
मोहब्बत का दर्द अब सहा नहीं जाता। 💔

Bahut maang kar dekha hai logon se khuloos
Ab kisi ki tawajjo ke talabgaar nahi rahe 🥹

बहुत माँग कर देखा है लोगों से ख़ुलूस
अब किसी की तवज्जो के तलबगार नहीं रहे। 🥹

Humne bhi apne dil ko samjha liya aakhir
Har shakhs mohabbat ke qaabil nahi hota 🍂

Sad Shayari 2 line Heart Touching
sad shayari in hindi 2 line​

हमने भी अपने दिल को समझा लिया आखिर
हर शख़्स मोहब्बत के काबिल नहीं होता। 🍂

Ab kisi ki chahat ka intezaar nahi dil ko
Bahut dekh liye humne badalte hue chehre 🥀

अब किसी की चाहत का इंतज़ार नहीं दिल को
बहुत देख लिए हमने बदलते हुए चेहरे। 🥀

Mohabbat ke waade karna aasaan hota hai
Nibhaane ki baari aaye toh log badal jaate hain 💔

मोहब्बत के वादे करना आसान होता है
निभाने की बारी आए तो लोग बदल जाते हैं। 💔

Waqt ke saath ehsaas kam nahi hote
Bas dil apna dard chhupana seekh leta hai 🫠

Sad Shayari in Hindi Girl
sad shayari in hindi 2 line​

वक़्त के साथ एहसास कम नहीं होते
बस दिल अपना दर्द छुपाना सीख लेता है। 🫠

Chhodne wale wajah dhoond hi lete hain
Nibhaane wale har haal mein saath dete hain ❤️‍🩹

छोड़ने वाले वजह ढूँढ ही लेते हैं
निभाने वाले हर हाल में साथ देते हैं। ❤️‍🩹

Kuch lamhe dil se kabhi juda nahi hote
Chahe unhein bhulaane ki kitni koshish kar lo 🥹

कुछ लम्हे दिल से कभी जुदा नहीं होते
चाहे उन्हें भुलाने की कितनी कोशिश कर लो। 🥹

Sad Shayari for Girls

Sad Shayari in Hindi Boy
sad shayari in hindi 2 line​

Ab dil kisi ke waadon par yaqeen nahi karta
Khoobsurat alfaaz ne bahut zakhm diye hain 💔

अब दिल किसी के वादों पर यक़ीन नहीं करता
खूबसूरत अल्फ़ाज़ ने बहुत ज़ख्म दिए हैं। 💔

Jinhein apna samajh kar har raaz bataya
Unhi logon ne humein sabse zyada rulaya 🥀

जिन्हें अपना समझकर हर राज़ बताया
उन्हीं लोगों ने हमें सबसे ज़्यादा रुलाया। 🥀

Woh shakhs bhi kya khoob khel khel gaya
Mera hokar bhi kisi aur ka ho gaya 💔

Sad Shayari 💔💔
sad shayari in hindi 2 line​

वो शख़्स भी क्या खूब खेल खेल गया
मेरा होकर भी किसी और का हो गया। 💔

Zindagi mein ek waqt aisa bhi aata hai
Jab kisi ke badalne par hairat nahi hoti 🍁

ज़िंदगी में एक वक़्त ऐसा भी आता है
जब किसी के बदलने पर हैरत नहीं होती। 🍁

Kuch waqt baad yeh samajh aa hi jaata hai
Sukoon aksar logon se door rehne mein milta hai 🤍

कुछ वक़्त बाद ये समझ आ ही जाता है
सुकून अक्सर लोगों से दूर रहने में मिलता है। 🤍

Sad Shayari in Hindi 2 line
sad shayari in hindi 2 line​

Waqt ne humein itna khamosh kar diya
Ab dard hota hai magar awaaz nahi aati 🥀

वक़्त ने हमें इतना ख़ामोश कर दिया
अब दर्द होता है मगर आवाज़ नहीं आती। 🥀

Ab kisi ko rokne ki himmat nahi karte
Jo jaana chahe use khushi se jaane dete hain 🫠

अब किसी को रोकने की हिम्मत नहीं करते
जो जाना चाहे उसे खुशी से जाने देते हैं। 🫠

Jis dil mein Allah ki mohabbat basi hoti hai
Woh mushkil halaat mein bhi nahi tootta 🤲

Sad Shayari In Hindi
sad shayari in hindi 2 line​

जिस दिल में अल्लाह की मोहब्बत बसी होती है
वो मुश्किल हालात में भी नहीं टूटता। 🤲

Jumma ka din hai durood ki sada aam karo
Apne Rab se dil ki har baat bayaan karo 🌹

जुमे का दिन है दरूद की सदा आम करो
अपने रब से दिल की हर बात बयान करो। 🌹

Nazuk dil wale aksar gehra mehsoos karte hain
Phir bhi apne dard ko hans kar chhupa lete hain 🥺

नाज़ुक दिल वाले अक्सर गहरा महसूस करते हैं
फिर भी अपने दर्द को हँसकर छुपा लेते हैं। 🥺

Popular Shayari Collections – और पढ़ें
sad shayari in hindi 2 line​

Tumhare baad kisi ko dil se chaha toh nahi
Magar ab kisi ke kareeb jaane se darr lagta hai ❤️‍🩹

तुम्हारे बाद किसी को दिल से चाहा तो नहीं
मगर अब किसी के करीब जाने से डर लगता है। ❤️‍🩹

Jiski khaatir tum apni duniya bhula baithe ho
Shayad woh tumhari khabar tak nahi rakhta 💔

जिसकी खातिर तुम अपनी दुनिया भुला बैठे हो
शायद वो तुम्हारी ख़बर तक नहीं रखता। 💔

Kabhi apne keemti log bhi gair ban jaate hain
Jab unhein kahin aur apna sukoon mil jaata hai 🥀

Sad Shayari in English
sad shayari in hindi 2 line​

कभी अपने कीमती लोग भी गैर बन जाते हैं
जब उन्हें कहीं और अपना सुकून मिल जाता है। 🥀

Bharosa karne ka anjaam humne dekh liya
Ab kisi par aitbaar karne se darr lagta hai 🫠

भरोसा करने का अंजाम हमने देख लिया
अब किसी पर ऐतबार करने से डर लगता है। 🫠

Kal tak tumhare paas mere liye waqt hi waqt tha
Aaj meri baari aayi toh tum masroof ho gaye ❤️‍🩹

कल तक तुम्हारे पास मेरे लिए वक़्त ही वक़्त था
आज मेरी बारी आई तो तुम मसरूफ़ हो गए। ❤️‍🩹

Sad Shayari 2 Line Heart Touching

4 Line Sad Shayari
sad shayari in hindi 2 line​

Apni zulfon ko yun har kisi ke saamne na khola karo
Humse dekhe nahi jaate tumhein dekhne wale 🥹

अपनी ज़ुल्फ़ों को यूँ हर किसी के सामने न खोला करो
हमसे देखे नहीं जाते तुम्हें देखने वाले। 🥹

Lehjon ka badalna humein hamesha daraata hai
Jab apne badalte hain toh dil toot jaata hai 💔

लहजों का बदलना हमें हमेशा डराता है
जब अपने बदलते हैं तो दिल टूट जाता है। 💔

Hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai
Badi mushkil se hota hai chaman mein deedawar paida 🌹

Sad Shayari Captions for Instagram
sad shayari in hindi 2 line​

हज़ारों साल नरगिस अपनी बेनूरी पे रोती है
बड़ी मुश्किल से होता है चमन में दीदावर पैदा। 🌹

Na woh milta hai na milne ka koi ishaara hai
Ab kaise chamkega umeed ka sitaara hamara 🥹

न वो मिलता है न मिलने का कोई इशारा है
अब कैसे चमकेगा उम्मीद का सितारा हमारा। 🥹

Hadd se zyada mohabbat kabhi kisi se mat karna
Jaan se pyaara shakhs hi jaan le leta hai 💔

हद से ज़्यादा मोहब्बत कभी किसी से मत करना
जान से प्यारा शख़्स ही जान ले लेता है। 💔

Attitude Sad Shayari
sad shayari in hindi 2 line​

Kaash tumhein bhi bewafai ka dard samajh aata
Agar tumhare saath bhi koi bewafa hota 🥀

काश तुम्हें भी बेवफ़ाई का दर्द समझ आता
अगर तुम्हारे साथ भी कोई बेवफ़ा होता। 🥀

Chaand ne poochha hai raat bhar jaagne ka sabab
Kaise bataaun ke toot gaya hai mera ek khwaab 🌙

चाँद ने पूछा है रात भर जागने का सबब
कैसे बताऊँ कि टूट गया है मेरा एक ख़्वाब। 🌙

Yahan har rishta kisi zaroorat se juda lagta hai
Na koi apna nazar aata hai na koi sahaara 🥀

Sad Shayari for Boys
sad shayari in hindi 2 line​

यहाँ हर रिश्ता किसी ज़रूरत से जुड़ा लगता है
न कोई अपना नज़र आता है न कोई सहारा। 🥀

Agar koi tumse bepanah mohabbat kar baitha hai
Toh uske jazbaat se kabhi khilwaad mat karna ❤️‍🩹

अगर कोई तुमसे बेपनाह मोहब्बत कर बैठा है
तो उसके जज़्बात से कभी खिलवाड़ मत करना। ❤️‍🩹

Uski aankhon se aansu nahi mohabbat behti hai
Kisi ka dil todne ki saza bahut gehri hoti hai 🥺

उसकी आँखों से आँसू नहीं मोहब्बत बहती है
किसी का दिल तोड़ने की सज़ा बहुत गहरी होती है। 🥺

Sad Shayari for Boys
sad shayari in hindi 2 line​

Nahi tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hota
Doboya mujh ko hone ne wo na hota main to kya hota

नहीं था कुछ तो ख़ुदा था कुछ ना होता तो ख़ुदा होता
डुबोया मुझ को होने ने वो ना होता मैं तो क्या होता 🦅

Naya ek rishta paida kyun karein hum
Bichhadna hai to jhagra kyun karein hum

नया एक रिश्ता पैदा क्युं करें हम
बिछड़ना है तो झगड़ा क्युं करें हम 💔

Khamoshi se ada ho rasme-doori
Koi hungama barpa kyun karein hum

Sad Love Shayari – Pyar Mein Dard
sad shayari in hindi 2 line​

ख़ामोशी से अदा हो रस्म-ए-दूरी
कोई हंगामा बरपा क्युं करें हम 💔

Yeh kaafi hai ke hum dushman nahi hain
Wafadaari ka daawa kyun karein hum

यह काफ़ी है के हम दुश्मन नहीं हैं
वफ़ादारी का दावा क्युं करें हम 💔

Wafa ikhlaas qurbani mohabbat
Ab in lafzon ka peechha kyun karein hum

वफ़ा इख़लास क़ुरबानी मोहब्बत
अब इन लफ़ज़ों का पीछा क्युं करें हम 💔

Sad Shayari in Hindi 2 Line

Bewafa Sad Shayari – Dhoka Shayari

Yaad Wali Sad Shayari
sad shayari in hindi 2 line​

Zulikha-e-azizaan baat yeh hai
Bhalaa ghaate ka sauda kyun karein hum

ज़ुलैख़ा-ए-अज़ीज़ाँ बात यह है
भला घाटे क@ का सौदा क्युं करें हम 💔

Hamari hi tamanna kyun karo tum
Tumhaari hi tamanna kyun karein hum

हमारी ही तमन्ना क्युं करो तुम
तुम्हारी ही तमन्ना क्युं करें हम 💔

Utha kar kyun na pheinkein saari cheezein
Faqat kamron mein thehla kyun karein hum

Alone Sad Shayari – Tanhai Shayari
sad shayari in hindi 2 line​

उठा कर क्युं ना फ़ेंकीं सारी चीज़ें
फ़क़त कमरों में ठहला क्युं करें हम 💔

Nahi duniya ko jab parwa hamari
To phir duniya ki parwa kyun karein hum

नहीं दुनिया को जब परवा हमारी
तो फिर दुनिया की परवा क्युं करें हम 💔

Hain bande-e-isi basti ke hum bhi
So khud par bhi bharosa kyun karein hum

हैं बंदे-ए-इसी बस्ती के हम भी
सो ख़ुद पर भी भरोसा क्युं करें हम 💔

Sad Shayari with Emoji (Copy Paste)
sad shayari in hindi 2 line​

Pari rehne do insaanon ki laashein
Zameen ka bojh halka kyun karein hum

पड़ी रहने दो इंसानों की लाशें
ज़मीन का बोझ हल्का क्युं करें हम 💔

Umar guzar gi imtihaan mein kya
Dagh hi den ge mujh ko daan mein kya

उम्र गुज़र गई इम्तिहान में क्या
दाग़ ही देंगे मुझ को दाँ में क्या 💔

Meri har baat be-asar hi rahi
Nuqs hai kuch mere bayaan mein kya

Dil Ko Chhoo Lene Wali Sad Shayari in Hindi
sad shayari in hindi 2 line​

मेरी हर बात बे-असर ही रही
नुक़स है कुछ मेरे बयाँ में क्या 💔

Mujh ko to koi tokta bhi nahi
Yahi hota hai khandan mein kya

मुझ को तो कोई टोकता भी नहीं
यही होता है ख़ान्दाँ में क्या 💔

Khud ko jaana jada zamaane se
Aa gaya tha mere gumaan mein kya

ख़ुद को जाना जुदा ज़माने से
आ गया था मेरे गुमाँ में क्या 💔

sad shayari in hindi 2 line​
sad shayari in hindi 2 line​

Bolte kyun nahi mere haq mein
Aable par gaye zubaan mein kya

बोलते क्युं नहीं मेरे हक़ में
आबले पड़ गए ज़ुबाँ में क्या 💔

Dil ke aate hain jis ko dhyaan bahut
Khud bhi aata hai apne dhyaan mein kya

दिल के आते हैं जिस को ध्याँ बहुत
ख़ुद भी आता है अपने ध्याँ में क्या 💔

Wo mile to yeh poochna hai mujhe
Ab bhi hoon main teri amaan mein kya

Sad Shayari Life 1 line
sad shayari in hindi 2 line​

वो मिले तो यह पूछना है मुझे
अब भी हूँ मैं तेरी अमाँ में क्या 💔

Yoon jo takta hai aasmaan ko tu
Koi rehta hai aasmaan mein kya

यूँ जो तकता है आसमाँ को तु
कोई रहता है आसमाँ में क्या 💔

Yeh mujhe cheen kyun nahi padta
Ek hi shakhs tha jahaan mein kya

यह मुझे चीन क्युं नहीं पड़ता
एक ही शख़्स था जहाँ में क्या 💔

sad shayari in hindi 2 line​

Sad Shayari Life – Zindagi Ki Sad Shayari , Sad Shayari in Hindi 2 Line

Sad Shayari life 4 line
sad shayari in hindi 2 line​

Yeh gham kya dil ki aadat hai nahi to
Kisi se kuch shikayat hai nahi to

यह ग़म क्या दिल की आदत है नहीं तो
किसी से कुछ शिकायत है नहीं तो 💔

Kisi ke bin kisi ki yaad ke bin
Jee jaane ki himmat hai nahi to

किसी के बिन किसी की याद के बिन
जी जाने की हिम्मत है नहीं तो 💔

Hai wo ek khwaab be-tabeer is ko
Bhula dene ki niyat hai nahi to

Sad Shayari life 2 Line
sad shayari in hindi 2 line​

है वो एक ख़्वाब बे-तबीर इस को
भुला देने की नियत है नहीं तो 💔

Kisi soorat bhi dil lagta nahi haan
To kuch din se yeh haalat hai nahi to

किसी सूरत भी दिल लगता नहीं हाँ
तो कुछ दिन से यह हालत है नहीं तो 💔

Tere is haal par hai sab ko hairat
Tujhe bhi is par hairat hai nahi to

तेरे इस हाल पर है सब को हैरत
तुझे भी इस पर हैरत है नहीं तो 💔

Sad Shayari life 2 line
sad shayari in hindi 2 line​

Hum-aahangi nahi duniya se teri
Tujhe is par nindamat hai nahi to

हम-आहंगी नहीं दुनिया से तेरी
तुझे इस पर निंदमत है नहीं तो 💔

Azeet-naak umeedon se tujh ko
Amaan paane ki hasrat hai nahi to

अज़ीत-नाक उम्मीदों से तुझ को
अमाँ पाने की हसरत है नहीं तो 💔

Tu rehta hai khayaal-o-khwab mein gum
Tu us ki wajah fursat hai nahi to

Sad Shayari life 2 line
sad shayari in hindi 2 line​

तु रहता है ख़याल-ओ-ख़्वाब में ग़ुम
तु उस की वजह फ़ुरसत है नहीं तो 💔

Sabab jo is judaai ka bana hai
Wo mujh se khoobsurat hai nahi to

सबब जो इस जुदाई का बना है
वो मुझ से ख़ूबसूरत है नहीं तो 💔

Tumhaara hijr mana loon agar ijazat ho
Main dil kisi se laga loon agar ijazat ho

तुम्हारा हिज्र माना लूँ अगर इजाज़त हो
मैं दिल किसी से लगा लूँ अगर इजाज़त हो 💔

Sad shayari in hindi 2 line on life
sad shayari in hindi 2 line​

Tumhaare baadal bhalaa kya hain waada-o-paimaan
Bas apna waqt ganwa loon agar ijazat ho

तुम्हारे बादल भला क्या हैं वादा-ओ-पैमाँ
बस अपना वक़्त गँवा लूँ अगर इजाज़त हो 💔

Tumhaare hijr ki shab haa-e-kaar mein jaanaan
Koi chiraag jala loon agar ijazat ho

तुम्हारे हिज्र की शब हाए-कार में जानाँ
कोई चिराग जला लूँ अगर इजाज़त हो 💔

Junoon wohi hai wohi main magar hai shehar naya
Yahan bhi shor macha loon agar ijazat ho

Sad shayari in hindi 2 line love
sad shayari in hindi 2 line​

जुनून वही है वही मैं मगर है शहर नया
यहाँ भी शोर मचा लूँ अगर इजाज़त हो 💔

Kise hai khwaahish marham-gari magar phir bhi
Main apne zakhm dikha loon agar ijazat ho

किसे है ख़्वाहिश मरहम-ग़री मगर फिर भी
मैं अपने ज़ख़्म दिख़ा लूँ अगर इजाज़त हो 💔

Tumhaari yaad mein jeene ki arzoo hai abhi
Kuch apna haal sambhal loon agar ijazat ho

मैं हूँ के कोई और है दुनिया है के तुम हो
देखो यह किसी और की आँखें हैं के मेरी 💔

Sad Shayari in Hindi Girl

Sad Shayari 💔💔

Conclusion

We hope you enjoyed our Sad Shayari in Hindi 2 Line collection. Share these heart touching sad shayari with your loved ones and express your deepest emotions through beautiful words. ❤️

CATEGORIES
Share This