
Best Emotional Sad Shayari in Hindi | 200+ Heart Touching
Emotional Sad Shayari is a beautiful way to express deep feelings, broken hearts, pain love and loneliness through heart touching words.
Table of Contents
Emotional Sad Shayari
Emotional Shayari in Hindi
:

Shak to tha ke mohabbat mein nuqsan hoga
Lekin yaqeen nahi tha ke saara hamara ho ga
शक तो था के मोहब्बत में नुक़सान होगा
लेकिन यक़ीन नहीं था के सारा हमारा हो गा 🍁🫠
Khuda jaane mera kya waasta hai tujh se
Hajaaron apne hain magar yaad tum hi aate ho
ख़ुदा जाने मेरा क्या वास्ता है तुझ से
हज़ारों अपने हैं मगर याद तुम ही आते हो 🥀🫠
Mere chehre ki rangat badal gayi hai yaar
Aur tum kehte ho ke mujhe farq nahi para
मेरे चेहरे की रंगत बदल गई है यार
और तुम कहते हो के मुझे फ़र्क़ नहीं पड़ा 🍁🥹
Sirf khuda jaanta hai andar ki haqeeqat hamari yeh hansna
Muskurana aur khush nazar aana to bas ada hai hamari

सिर्फ़ ख़ुदा जानता है अंदर की हक़ीक़त हमारी यह हँसना
मुस्कुराना और ख़ुश नज़र आना तो बस अदा है हमारी 🥀🫠
Kabhi masoomiyat itni thi ke har cheez par bharosa tha
Ab tajurba itna hai ke sacchai par bhi yaqeen nahi aata
कभी मासूमियत इतनी थी के हर चीज़ पर भरोसा था
अब तजुर्बा इतना है के सच्चाई पर भी यक़ीन नहीं आता 🥀🫠
Mujhe us qadar shauq tha tum se milne ka
Magar tera laheja dekh kar tamanna hi chhod di
मुझे उस क़दर शौक़ था तुम से मिलने का
मगर तेरा लहज़ा देख कर तमन्ना ही छोड़ दी 🍁🥹
Logon ko isi tarah maaf karo jaise tum khuda se
Umeed rakhte ho ke wo tumhe maaf kare ga
लोगों को इसी तरह माफ़ करो जैसे तुम ख़ुदा से
उम्मीद रखते हो के वो तुम्हें माफ़ करे गा 🥀🫠

Log kehte hain takleef batane se kam hoti hain
Tajurba kehta hai kuch nahi hota bas tamasha hota hai
लोग कहते हैं तकलीफ़ बताने से कम होती हैं
तजुर्बा कहता है कुछ नहीं होता बस तमाशा होता है 🍁🥹
Be qadron ke haath agar chand bhi lag jaaye
To wo usse bhi grahan lagaane ka hunar rakhte hain
बे-क़दरों के हाथ अगर चाँद भी लग जाए
तो वो उसे भी ग्रहण लगाने का हुनर रखते हैं 🍁🥹
Hum to khamosh reh kar bhi sab keh dete hain
Tum kabhi hamari aankhon mein apni mohabbat to dekho
हम तो ख़ामोश रह कर भी सब कह देते हैं
तुम कभी हमारी आँखों में अपनी मोहब्बत तो देखो 🫠
Saare chehre waazih na kar ae zindagi
Kuch logon se pyaar hai mujhe

Sad Emotional Shayari for Broken Heart
सारे चेहरे वाज़िह ना कर ऐ ज़िन्दगी
कुछ लोगों से प्यार है मुझे 🍁🥹
Tum ko chaahne ki wajah kuch bhi nahi
Ishq ki fitrat hai be-wajah hona
तुम को चाहने की वजह कुछ भी नहीं
इश्क़ की फ़ितरत है बे-वजह होना 🍁🥹
Usse bhi dooriyan pasand aane lag gayi
Phir humne bhi waqt maangna chhod diya
उसे भी दूरियाँ पसंद आने लग गई
फिर हमने भी वक़्त माँगना छोड़ दिया 🥀🫠
Usne bhi dobaara rabte ki koshish na ki
Hum bhi kuch aise rote ke sab khak ho gaya
उसने भी दोबारा रब्ते की कोशिश ना की
हम भी कुछ ऐसे रोते के सब ख़ाक हो गया 🥀🫠

Wo shakhs baatein aisi karta tha mujhe lagta tha
Ke wo duniya chhod sakta hai par mujhe nahi
वो शख़्स बातें ऐसी करता था मुझे लगता था
के वो दुनिया छोड़ सकता है पर मुझे नहीं 🍁🥹
Yeh laazim nahi ke tujhe aankhon se dekhoon
Teri yaad ka aana tere deedar se kam nahi
यह लाज़मी नहीं के तुझे आँखों से देखूँ
तेरी याद का आना तेरे दीदार से कम नहीं 🍁🥹
Har khoobi har shakhs mein nahi hoti
Aap agar haseen hain to main wafadaar hoon
हर ख़ूबी हर शख़्स में नहीं होती
आप अगर हसीन हैं तो मैं वफ़ादार हूँ 🫠💓
Maine apni mukhlisi ko waar diya tum par
Tum se na waare gaye ye aaye gaye log

मैंने अपनी मुख़लिसी को वार दिया तुम पर
तुम से ना वारे गए यह ऐए गिरए लोग 🍁🥹
Maine dekhi hai bure waqt ki jhalak
Ji ji karne wale bhi tu tu karne lagte hain
मैंने देखी है बुरे वक़्त की झलक
जी जी करने वाले भी तू तू करने लगते हैं 🥀🫠
Humsein naseeb ke chakar mein daal kar usne
Kisi ke bakht sanwaare hain apne haathon se
हमें नसीब के चक्कर में डाल कर उसने
किसी के बख़्त सँवारे हैं अपने हाथों से 🍁🥹
Aisa nahi ke tere baadal ahl-e-karam nahi mile
Log to bahut mile par logon se hum nahi mile
ऐसा नहीं के तेरे बाद अहल-ए-करम नहीं मिले
लोग तो बहुत मिले पर लोगों से हम नहीं मिले 🥀🫠

Samajh nahi aata kis par bharosa karoon
Apne hi sab se bada dhoka de jaate hain
समझ नहीं आता किस पर भरोसा करूँ
अपने ही सब से बड़ा धोखा दे जाते हैं 🍁🫠
Chheen lete hain chehre ki khushiyan wo log
Jin ko bata diya jaaye ke mere liye bahut khas ho tum
छीन लेते हैं चेहरे की ख़ुशियाँ वो लोग
जिन को बता दिया जाए के मेरे लिए बहुत ख़ास हो तुम 🥀🥹
Dil se utaar diya jinhone kabhi apna keh kar
Ab un ke badalne ka shikwa bhi kya karein
दिल से उतार दिया जिन्होंने कभी अपना कह कर
अब उन के बदलने का शिकवा भी क्या करें 🍁🥹
Us se pehle ke main tasveeron mein rah jaaoon bas
Mujh se baatein karo dekho main mayassar hoon abhi

उस से पहले के मैं तस्वीरों में रह जाऊँ बस
मुझ से बातें करो देखो मैं मयस्सर हूँ अभी 🥀🫠
Maine us se naaraaz ho kar bhi dekha hai
Par use koi farq hi nahi padta
मैंने उस से नाराज़ हो कर भी देखा है
पर उसे कोई फ़र्क़ ही नहीं पड़ता 🍁🥹
Afsos to rahe ga itna pyaar dene ke baawajood bhi
Tere mooh se apne liye bura hi suna maine
अफ़सोस तो रहे गा इतना प्यार देने के बावजूद भी
तेरे मूँह से अपने लिए बुरा ही सुना मैंने 🥀🫠
Phir yoon hua ke hasratein pairon mein gir pari
Phir humne unko rond kar qissa khatam kiya
फिर यूँ हुआ के हसरतें पैरों में गिर पड़ीं
फिर हमने उनको रौंड कर किस्सा ख़त्म किया 🍁🥹

Sad Shayari Life Girl
Tarbiyat ijazat nahi deti warna
Kirdaar aap ka bhi sawaali nishaan hai
तरबियत इजाज़त नहीं देती वरना
किरदार आप का भी सवाली निशान है 🥀🫠
Muj se juda har shakhs bas apni khushi chahta hai
Main agar udaas bhi hoon to yeh bas mera masla hai
मुझ से जुड़ा हर शख़्स बस अपनी ख़ुशी चाहता है
मैं अगर उदास भी हूँ तो यह बस मेरा मसला है 🍁🥹
Mohabbat ka mil jaana ahem nahi mohabbat ko
Haasil kar ke mohabbat se rakhna ahem hai
मोहब्बत का मिल जाना अहम नहीं मोहब्बत को
हासिल कर के मोहब्बत से रखना अहम है 🍁🥹
Kabhi kabhi dil chahta hai mana hi lein tumhe
Phir apni na-qadri yaad aa jaati hai

कभी कभी दिल चाहता है माना ही लें तुम्हें
फिर अपनी ना-क़दरी याद आ जाती है 🥀🥹
Wo mere bagair ek lamha bhi nahi guzaar sakta tha
Hai teesre shakhs tere hunar ko salaam
वो मेरे बग़ैर एक लम्हा भी नहीं गुज़ार सकता था
हाय तीसरे शख़्स तेरे हुनर को सलाम 🍁🥹
Tere baadal hum jis ke bhi honge
Use tajjub hoga tumhaari bewakoofi par
तेरे बादल हम जिस के भी होंगे
उसे तज्जुब होगा तुम्हारी बेवक़ूफ़ी पर 🥀🫠
Ajeeb baat yeh hai ke insaan har cheez se
Bach nikalta hai magar apne khayaalaat se nahi
अजीब बात यह है के इंसान हर चीज़ से
बच निकलता है मगर अपने ख़यालात से नहीं 🥀🫠

Haath par haath rakha usne to maaloom hua
An kahi baat ko kaise suna jaata hai
हाथ पर हाथ रखा उसने तो मालूम हुआ
अन कही बात को कैसे सुना जाता है 🍁🥹
Aap se behtar bhi agar mayassar hua koi
Hum phir bhi aap hi ka intekhab kareinge
आप से बेहतर भी अगर मयस्सर हुआ कोई
हम फिर भी आप ही का इंतेख़ाब करेंगे 🍁🥹
Be-basi aisi thi ke kuch keh na sake
Aankhon mein aansoo the magar beh na sake
बे-बसी ऐसी थी के कुछ कह ना सके
आँखों में आँसू थे मगर बह ना सके 🍁🥹
Sab se wafadaar cheez woh yaadein hain
Jo hum bhoolna chahein magar bhool na paayein
Emotional Sad Shayari

सब से वफ़ादार चीज़ वोह यादें हैं
जो हम भूलना चाहें मगर भूल ना पाएँ 🍁🥹
Koi aaya hi nahi safar-e-gam mein mera saath dene
Mujhe sab kehte rahe mujhe tum se mohabbat hai
कोई आया ही नहीं सफ़र-ए-ग़म में मेरा साथ देने
मुझे सब कहते रहे मुझे तुम से मोहब्बत है 🥀🫠
Humne waasta kitabon se rakh kar
Faasla insaanon se kar liya
हमने वास्ता किताबों से रख कर
फ़ासला इंसानों से कर लिया 🥀🫠
Log duniya mein chehre dekhte hain
Humne ek chehre mein duniya dekhi
लोग दुनिया में चेहरे देखते हैं
हमने एक चेहरे में दुनिया देखी 🥀🫠

Aisa nahi ke tere siwa koi nazar nahi aata
Dar-haqeeqat kisi ko dekhne ki hasrat nahi rahi
ऐसा नहीं के तेरे सिवा कोई नज़र नहीं आता
दर-हक़ीक़त किसी को देखने की हसरत नहीं रही 🫠
Mulaqaat ab un se hi ho gi
Jo humein dhundta hua aaye ga
मुलाक़ात अब उन से ही हो गी
जो हमें ढूँढता हुआ आएगा 🍁🥹
Insaan ko hamesha mohabbatein maarti hain
Nafratein to insaan ko jeena sikhaati hain
इंसान को हमेशा मोहब्बतें मारती हैं
नफ़रतें तो इंसान को जीना सिखाती हैं 🍁🥹
Bahut be-bas ho jaata hai insaan jab kisi ka
Ho bhi nahi sakta aur use kho bhi nahi sakta

Emotional Shayari boy
बहुत बे-बस हो जाता है इंसान जब किसी का
हो भी नहीं सकता और उसे खो भी नहीं सकता 🍁🥹
Apne pasandeeda shakhs ko aise haalaat mein mat daalo
Jahan use wafadaar hona ek bewakoofi lage
अपने पसंदीदा शख़्स को ऐसे हालात में मत डालो
जहाँ उसे वफ़ादार होना एक बेवक़ूफ़ी लगे 🥀🫠
Hum se poocho ke mohabbat mein khasara kya hai
Jaane le kar bhi koi pooche haara kya hai
हम से पूछो के मोहब्बत में ख़सारा क्या है
जान ले कर भी कोई पूछे हारा क्या है 💔
Ek umr katti jinki wafadaari mein
Wo kehte hain tum to paagal ho tumhaara kya hai
एक उम्र कटी जिनकी वफ़ादारी में
वो कहते हैं तुम तो पागल हो तुम्हारा क्या है 💔

Dil ka dard chhupaana kitna mushkil hota hai
Toot kar muskuraana kitna mushkil hota hai
दिल का दर्द छुपाना कितना मुश्किल होता है
टूट कर मुस्कुराना कितना मुश्किल होता है 💔
Door tak chalna kisi ke saath safar mein
Phir tanha loot kar aana kitna mushkil hota hai
दूर तक चलना किसी के साथ सफ़र में
फिर तन्हा लूट कर आना कितना मुश्किल होता है 💔
Hum aap qayaamat se guzar kyun nahi jaate
Jeene ki shikayat hai to mar kyun nahi jaate
हम आप क़यामत से गुज़र क्युं नहीं जाते
जीने की शिकायत है तो मर क्युं नहीं जाते 💔
Hazaar gham hain khulaasa koon karein
Muskura deti hoon ab tamasha koon karein

हज़ार ग़म हैं ख़ुलासा कूँ करें
मुस्कुरा देती हूँ अब तमाशा कूँ करें 💔
Kaise kah doon ke mujhe chhod diya hai usne
Baat to sach hai magar baat hai raswaayi ki
कैसे कह दूँ के मुझे छोड़ दिया है उसने
बात तो सच है मगर बात है रस्वाई की 💔
Kab tak teri tasveer ko takti rahoon
Kab tak gham ki shama mein jalti rahoon
कब तक तेरी तस्वीर को तकती रहूँ
कब तक ग़म की शमा में जलती रहूँ 💔
Na mile koi manzil zindagi ke safar mein
Teri yaad liye main kahan tak chalti rahoon
ना मिले कोई मंज़िल ज़िन्दगी के सफ़र में
तेरी याद लिए मैं कहाँ तक चलती रहूँ 💔

Bade bad-naseeb thehre jo qaraar tak na pahunche
Dar-e-yaar tak pahunche dil yaar tak na pahunche
बड़े बद-नसीब ठहरे जो क़रार तक ना पहुँचे
दर-ए-यार तक पहुँचे दिल यार तक ना पहुँचे 💔
Ab shauq hai ke jaan se guzar jaana chaahiye
Bol ae hawaa-e-shehar kidhar jaana chaahiye
अब शौक़ है के जान से गुज़र जाना चाहिए
बोल ऐ हवा-ए-शहर किधर जाना चाहिए 💔
Kab tak isi ko aakhri manzil kahenge hum
Koi murad se bhi udhar jaana chaahiye
कब तक इसी को आख़िरी मंज़िल कहेंगे हम
कोई मुराद से भी उधर जाना चाहिए 💔
Wo waqt aa gaya hai ke saahil ko chhod kar
Gehre samundaron mein utar jaana chaahiye

Heart Touching Emotional Shayari
वो वक़्त आ गया है के साहिल को छोड़ कर
गहरे समुंदरों में उतर जाना चाहिए 💔
Kuch to suboot-e-khoon tamanna kahi mil le
Hai dil khaali to aankh ko bhar jaana chaahiye
कुछ तो सबूत-ए-ख़ून तमन्ना कहीं मिल ले
है दिल ख़ाली तो आँख को भर जाना चाहिए 💔
Ya apni khwaahishon ko muqaddas na jaante
Ya khwaahishon ke saath hi mar jaana chaahiye
या अपनी ख़्वाहिशों को मुक़द्दस ना जानते
या ख़्वाहिशों के साथ ही मर जाना चाहिए 💔
Ab main us ke deewanon mein nahi rahi
Ab main kisi ke afsanon mein nahi rahi
अब मैं उस के दीवानों में नहीं रही
अब मैं किसी के अफ़सानों में नहीं रही 💔

Bichhad ke wo roz milta hai mujhe khwaab-nagar mein
Agar yeh neend bhi na hoti to hum to mar gaye hote
बिछड़ के वो रोज़ मिलता है मुझे ख़्वाब-नगर में
अगर यह नींद भी ना होती तो हम तो मर गए होते 💔
Log hamari zindagi ka ek safha parh kar
Poori kitaab khud hi likh lete hain
लोग हमारी ज़िन्दगी का एक सफ़हा पढ़ कर
पूरी किताब ख़ुद ही लिख लेते हैं 💔
Insaan ki khwaahishon ki koi intiha nahi
Do gaz zameen bhi chaahiye do gaz kafan ke baadal
इंसान की ख़्वाहिशों की कोई इंतिहा नहीं
दो गज़ ज़मीन भी चाहिए दो गज़ कफ़न के बाद 💔
Kuch to behtar likha hoga rab ne mere liye
Jo dil har baar sabar karne par raazi ho jaata hai

कुछ तो बेहतर लिखा होगा रब ने मेरे लिए
जो दिल हर बार सब्र करने पर राज़ी हो जाता है 💔
Shak to tha ke mohabbat mein nuqsan hoga
Lekin yaqeen nahi tha ke sirf hamara hoga
शक तो था के मोहब्बत में नुक़सान होगा
लेकिन यक़ीन नहीं था के सिर्फ़ हमारा होगा 💔
Us shehar-e-tamanna mein koi mujhsa makeen hai
Andhi mein chiraagon par jise poora yaqeen hai
उस शहर-ए-तमन्ना में कोई मुझसा मकीन है
अंधी में चिरागों पर जिसे पूरा यक़ीन है 💔
Tabeer bhi chheen le aankhon se basarat
Ek khwaab hai jo haqeeqat se bhi haseen hai
तबीर भी छीन ले आँखों से बसारत
एक ख़्वाब है जो हक़ीक़त से भी हसीन है 💔
Emotional Sad Shayari

Uth baal bana aisi udaasi bhi nahi hai
Aur aisi udaasi tujhe jachti bhi nahi hai
उठ बाल बना ऐसी उदासी भी नहीं है
और ऐसी उदासी तुझे जचती भी नहीं है 💔
Ae tarq-e-ta’alluq pe tule shakhs khabardar
Teri to kisi aur se banti bhi nahi hai
ऐ तर्क-ए-तअल्लुक़ पे टूले शख़्स ख़बरदार
तेरी तो किसी और से बनती भी नहीं है 💔
Mat baant mohabbat ke tere paas to jitni
Mujh ek ko darkaar hai utni bhi nahi hai
मत बाँट मोहब्बत के तेरे पास तो जितनी
मुझ एक को दरकार है उतनी भी नहीं है 💔
Ab koi bhalaa kaise teri yaad manaae
Chaae bhi nahi shaam bhi nahi sardi bhi nahi hai
Emotional shayari instagram
Conclusion
We hope you love our Emotional Sad Shayari collectio. Share these heart touching sad shayari with your loved ones and express your hidden feelings through words.
